नशा शायरी। Sharabi shayari status 2020-21 for whatsapp, attitude Status collection

Sharabi shayari status


Sharab Sareer Ko Khatam Krti Hai
Sharab Samaj Ko Khatam Krti Hai,
Aao Aaj Is Sharab Ko Khatam Krte Hain,
Ek Bottle Tum Khtam Kro,
Ek Bottle Hum Khatam Krte Hai. ..


"Tum Kehte Ho Ki Buri Hai Ye Sharaab
Maana Ki Ye Sharaab Nasha Chadati Hai
Par Pee Hai Humne Ne Aaj Is Liye
Kyu Ki Ye Sharaab Tera Gham Bhulaati Hai
"




Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai…….
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai….


Main todh leta agar gulab hoti,
mai jawab banta agar sawaal hoti,
sab jante hain mai nasha nahi karta,
Par pee leta agar sharaab hoti…


"Hame Nasha To Aapki Baat Ka Hai,
Kuch Nasha To Dheemi Barsaat Ka Hai,
Humein Aap Yun Hi Sharabi Na Kahiye,
Is Dil Par Asar To Aap Se Mulakat Ka Ha
"



Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya,
Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya…


Ho chuki mulakaat abhi salaam baaki hai
Tumhare naam ki do ghoont sharaab baki hai
Tumko mubarak ho khushiyoon ka shamyaana
Mere naseeb me abhi do gaz zameen baki hai…


"Mein Ne Dil Se Kaha, Aey Deewane Bata Jab Se Koi Mila, Tu Hai Khoya Hua Yeh Kahaani Hai Kya, Hai Ye Kya Silsila Aey Deewane Bata - JAVED AKHTAR.
"



Duriyaa Aasani Se Mitati Hai “SHARAAB”,
Majburiyon Ko Nashe Me Nachati Hai “SHARAAB”….


Hamesha yad ati hai unki..
Aur mood ho jata hai kharab..
Tab Hamesha lekar baithe hai hum…..
ek hath me Kalam aur ek hath me sharab…

Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile,
Magar De Diya Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi
Ek Kandha Maanga Tha Jiska Mujhe Sahara Mile,
Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai Thi…

"Dard-e-dil kisi ko hum bataya nahe karte
zakhm-e-dil kisi ko hum dikhaya nahi karte Gila shikwa kisi se hum kiya nahe karte Naam us ka hum liya nahe karte.
"


Meri Kabar Pe Mat Gulaab Leke Aana
Na Hi Haathon Mein Chiraag Leke Aana
Payasa Hu Main Barso Se Jaanam
Botal Sharab Ki Aur Ek Glass Leke Aana..

Gham tum laate ho zindagi mein humaare,
wo zakhm aane he nahi deti,
khushi ko to ek pal mein bikher dete ho tum humaari,
wo to khushi ko jaane he nahi deti,
hosh mein laa-laa kar tum hosh udaati ho humaare,
wo sharaab to hosh mein aane he nahi deti…

"Kyo Mujhe Maut Ke Paighaam Diye Jaate Hain
Ye Sazaa Kam To Nahii
Ki Ham Jiye Jaate Hain
Nashaa Dono Mein Hai Saaqi
Mujhe Gham De Ya Sharaab
"

Nasha hum karte hain ,
ilzaam sharaab ko diya jaata hai,
magar ilzaam sharaab ka nahi unka hai,
jinka chehraa hume har jaam mein nazar aata hai…

Hamesha yad ati hai unki..
Aur mood ho jata hai kharab..
Tab Hamesha lekar baithe hai hum…..
ek hath me Kalam aur ek hath me sharab…

Kabhi aansu kabhi khushi dekhi,
Humne akshar majburi or bekasi dekhi,
Unki naarazgi ko hum kya samjhe,
Humne khud apni taqdeer ki bebasi dekhi…

"Maikhana Badalne Se,Na Badle Sharaab,
Nasha Na Ho To Saaqi Kharaab,
Jab Kadam Badh Hi Gaye Mehkhane Ki Taraff Aye Dost
Dubbo De Gam-E-Zindegi Ke Aaj Yahan Gum Saare.
"


Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota…
Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hotaaa..
Yuh to Joom Lete Hai Nashe me Pine Wale
Magar Har Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota…

Khushiyo Se Naraz Hai Meri Zindagi,
Pyar Ki Mohtaz Hai Meri Zindagi,
Hans Leta Hoo Logo Ko Dikhane Ke Liye,
Warna Dard Ki Kitaab Hai Meri Zindagi…

"Mere Dil Ki Har Dhadkan Tumhare Liye Hai
Meri Har Dua Tumhari Muskurahat Ke Liye Hai
Tumhari Har Adaa Mere Dil Ko Churane Ke Liye Hai
Ab To Meri Zindagi Tumhare Intezar Ke Liye Hai
"



Har taraf khamoshi ka saya hai,
Zindagi me pyaar kisne paya hai,
Hum yaadon mein jhoomte hai uski aur zamana kehta hai,
“Dekho aaj phir peekar aaya hai.”

Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya,
Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya…

Kuch is terha guzarti ab, humaari har shaam hai,
Ek haath tasveer unki to, aik haath jaam hai!

Wo Bhi Din They Jab Hum Bhi Piya Karte They,
Yun Na Karo Hamse Piney Pilaney Ki Baat,
Jitni Tumhare Jaam Mein Hai Sharab,
Utni Hum Paimaney Mein Chod Diya Kartey They…

"Wo Har Shaam Nashe Main Madhhosh Rehete Hai
Or Hum Ban Kar Pyala-E-Jam Unko Kehete Hai
Hum Bhi Kisi Nashe Se Kam Nahi Hai
Basharte Log Hame Gar Bardasht Kar Paye.
"


Kuch log peete hain gam bhoolane ko……
kuch log peete hain koi aur gam bhoolaane ko….
par ai dost ye kya………
hum to mahoal na milane ke gam mein peete hain…..

Peetay They Sharab Hum,
Usne Chudadi Apni Kasam Dekar,
Mehfil Me Gaye The Hum,
Yaroon Ne Piladi Uski Kasam Dekar…

"""Koi kehta hai pyar nasha hai,
koi kehta hai pyar saja hai,
jise pyar hua sache dil se,
usne kaha pyar jine ki wajah hai.""
"


Kuch log peete hain gam bhoolane ko……
kuch log peete hain koi aur gam bhoolaane ko….
par ai dost ye kya………
hum to mahoal na milane ke gam mein peete hain…..

Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota…
Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hotaaa..
Yuh to Joom Lete Hai Nashe me Pine Wale
Magar Har Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota…

"Tumse milna hamara Ek saza ho gaya
Dekha nahin aankh bhar kabhi Phir yeh kaisa nasha ho gaya.
"


Logon Ne Kaha Ki Main Sharabi Hoon,
Maine Kaha Unho Ne Ankhon Se Pilaiee Hai.
Logon Ne Kaha Ki Main Ashiq Hoon,
Maine Kaha Ashiqi Unho Ne Sikhaiee Hai.
Logon Ne Kaha ”Dhanwant” Tu Shayar Dewana Hai,
Maine Kaha Unki Mohabbat Rang Laiee Hai.

Pehle kabhi sharabi na tha
aap ki ankone banadiya…
Pehle kabhi deewana na tha
aap ki husn ne banadiya…
Pehle u zindagi se kafa na tha
aap ki judai ne banadiya…


Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se,
Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ki Jam Se,
Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se,
Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Nam Se..

Nasha hum karte hain ,
ilzaam sharaab ko diya jaata hai,
magar ilzaam sharaab ka nahi unka hai,
jinka chehraa hume har jaam mein nazar aata hai…

Raat Chup Chap Hai Par Chand Khamosh Nahi,
Kaise Kah Doon K Aaj Phir Hosh Nahi,
Aisa Dooba Hoon Main Tumhari Aakhon Mein,
Haat Mein Jaam Hai Par Pine Ka Hosh Nahi…


Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho,
Kabhi Hum Bhi Piya Karte The,
Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho,
Utni Hum Paimaane Mein Chod Diya Karte The…

Mohabbat yahan bikhti hai aur ishq neelaam hota hai,
Bharose ka katal yahan khule aam hota hai.
Zamane se thokar milli to chale hum maikhane mein,
Aur wahi zamana hame sharabi sare aam kehta hai


Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho,
Kabhi Hum Bhi Piya Karte The,
Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho,
Utni Hum Paimaane Mein Chod Diya Karte The…

Roshni karta hu andhera mitane ke liye,
Sharab pita hu main tujko bhulane ke liye,
Kyo na ban saki tum meri zindagi ki mehbooba,
Aaj bhi rota hu main gujre zamane ke liye.


Sham thi wo kaatil, jo uski yaaden le aai ,
The hum tanha, hame mahkhane le aaye,
Saaki ne to aur bhi zulm dhaya hum par,
Ke chchalak gaya paimana, aisi aankhon se pilayi


Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se,
Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ki Jam Se,
Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se,
Ki Aankhen Bhar Aati Hai Mohabbat Ke Nam Se..

Log peete hai sharab mehkhane ja-ja kar,
jo do pal mein utar jayegi,
humne to pee hai apne mehboob ki aankho se,
jo umar bhar naa utar payegi.


Jaam se kabhi itni nafrat naa karo,
Ki peena chaho to kabhi pee na sako.
Kisi ko bhi itna pyar na karo,
Ki bichad kar jeena chaho to jee na sako.


Raat Chup Chap Hai Par Chand Khamosh Nahi,
Kaise Kah Doon K Aaj Phir Hosh Nahi,
Aisa Dooba Hoon Main Tumhari Aakhon Mein,
Haat Mein Jaam Hai Par Pine Ka Hosh Nahi….

Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya,
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Choo Liya,
Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya

Teri aankhon se yoon to saagar bhi piye hain maine,
Tujhe kya khabar judaai ke din kaise jiye hain maine…

Apni hi garaj se jee rahe hai jo log,
apni hi kbaye see rahe hai jo log,
unko bhi hai kya sharab peene se gurej,
insaan ka khoon pee rahe hai jo log.

Tum Haseen Ho Gulab Jaisi Ho
Bahut Nazuk Ho Khawab Jaisi Ho
Dil ki dhadkan main aag lagati ho
Hothon Se Lagakar Pee Jayoon Tumhe
Sir Se Paanv Tak Sharab Jaisi Ho…

Raat gumsum hai magar chand khamosh nahi,
Kaise keh du aaj fir hosh nahi.
Aisa duba teri aakhon ki gehrai main,
Haath mein jaam hai magar pine ka hosh nahi


Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota,
Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hota,
Yooh to Jhoom Lete Hai Nashe mein Peene Waale,
Magar Har Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota.

Kuchh chehre lajawab lagte hain,
Mahobbat ke lamhe sharaab lagte hain,
Dard itne sahe mohabbat mein maine,
Ki ab hosh ke pal kharab lagte hain.


Wo Bhi Din They Jab Hum Bhi Piya Karte They,
Yun Na Karo Hamse Piney Pilaney Ki Baat,
Jitni Tumhare Jaam Mein Hai Sharab,
Utni Hum Paimaney Mein Chod Diya Kartey They…

Hothon pe aaj unka naam aa gaya,
Pyase ke hath mein aaj jaam aa gaya.
Dole kadam to gire unki bahon main ja ke,
Aaj to peena bhi hamare kaam aa gaya.


Mausum Bhi Hai Sharab Bhi Hai
Pehlu Mein Wo Ishq Mehtab Bhi Hai
Duniya Mein Ab Aur Chaiye Kya Mujhko,
Shaaki Bhi Hai Saj Bhi Hai Sharrab Bhi Hai.

Dil mein ek dard liye jiye ja raha hoon,
Teri mohabbat ka jaam piye ja rahan hoon,
Na chahte huye bhi ye kaam kiye jaa raha hoon,
Na jane khud ko kaun si manzil par liye ja raha hoon.


Yaaro ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai
Kholane se Pehle Botal Hilaayi Jati Hai
Fir Awaz Lgayi Jati Hai
Aa Jao Tute DiL Walo

और नया पुराने